Maine Pyaar Kiya-hindi-1913
Music Directors:
Raamlaxman
Singers:
Lata Mangeshkar
ja ja ja ja ja ja ja ja kabutar ja ja ja – 3 pehle pyar ki pehli chitthi o o pehle pyar ki pehli chitthi sajan ko de aa kabutar ja ja ja – 4
unse kehna jabse gaye tum mai to adhuri lagti hu in hontho pe chup si lagi hai na roti na hansti hu bhul hui jo unhe sataya o o bhul hui jo unhe sataya aisa paap kiya kabutar ja ja ja – 4 ja ja
mann hi mann me unko apna sab kuch maan chuki hu mai vo kya hai mai kaun hu unki ab ye jaan chuki hu mai unko apne sath hi lana o o unko apne sath hi lana dil hi nahi lagta kabutar ja ja ja – 4 ja ja
oh oh ho ho ho – 2 yaha ka mausam bada hasin hai phir bhi pyar udas hai unse kehna door sahi mai dil to unhi ke paas hai tu ye sandesa unko sunana o o tu ye sandesa unko sunana mai pichhe aaya kabutar ja ja ja – 4
jaha bhi dekhu tum hi tum ho aur nazar na kuch aaye dil ye chahe is aalam me kash zamana ruk jaye aaj se pehle kabhi nahi thi – 2 itni hasin duniya