Kadamon mein tere ai sanam

Kadamon mein tere ai sanam

Madan Mohan - Tere Bagair-hindi-1913

Lyricists:

 Prem Dhawan

Music Directors:

 Madan Mohan

kadamon mein tere ai sanam hamane toh sar jhuka liya tujhako khuda bana liya – 2 kadamon mein tere ai sanam

ada ada mein shokiya najar najar mein bijaliya – 2 ke le rahi hai teri najar meri najar ka imtihaan -2 kadamon mein tere ai sanam hamane toh sar jhuka liya tujhako khuda bana liya kadamon mein tere ai sanam

jahaan pade kadak tere woh raahein khushnaseeb hai – 2 tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hai -2 kadamon mein tere ai sanam hamane toh sar jhuka liya tujhako khuda bana liya kadamon mein tere ai sanam

khili khili yeh chaandani tere badan ka noor hai – 2 jidhar najar uchhayenge surur hi surur hai -2 teri hansi ko dekhkar phulon ne muh chhupa liya tujhako khuda bana liya kadamon mein tere ai sanam la la la la la la la………