Loafer-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Asha Bhosle
kaha hai wo diwana mujhse jisne banaya nishana ho nishana kaha hai kaha hai kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana
mai usko na chodungi mai uska dil todungi dil ka rishta jodungi sun le aye jamana kaha hai wo diwana mujhse jisne banaya nishana ho nishana
tu to ud jayega mere daman ki hawa se – 2 tujh pe chalau teer kya mai nigah se or koi mastana hai jo mera hai diwana waise to anjana hai par dost mera purana kaha hai wo diwana mujhse jisne banaya nishana ho nishana
bato se bachega meri ghato se bachega – 2 kab tak wo mastana mulakato se bachega chakri basane ka dil ka gulshan khilne ka ek na ek din milne ka ban jayega bahana kaha hai wo diwana mujhse jisne banaya nishana ho nishana kaha hai kaha hai