Kahin Hai Mera Pyar-hindi-1913
ye mere khwabo ki manjil chahat ki chabi ye meri takdir ka hissa in hatho ki lakir maine apne hathse sawari soni soni heer usko hasil karke rahunga jiski ye tasvir
kahi hai kahi hai kahi na kahi hai mera pyar – 2 woh anjana ajnabi milhi jayega kabhi – 2 diya jise rango me utar kahi hai kahi hai ho kahi na kahi hai mera pyar
chhaya ban kar manas pat par chha gaya rango ka chunav khud hi karva gaya indra dhanush ki manhar chhata bikherta ambar se mere aangan me aa gaya woh sapno ke mitra se keh gaya jak ke chitra se – 2 milenge ham aasha mat haar kahi hai kahi hai ho kahi na kahi hai mera pyar
rango me sakar hui hai kalpna safal hui yara dinki aaradhna antar ke anuragi rango se saji har rekha hai mere mann ki kamna pyasa jiski prit ka andekhe use mit – 2 har pal hai mujhe intejar kahi hai kahi hai ho kahi na kahi hai mera pyar
aankhe bole ye pehla anu bandh hai mann kehta hai jalwo ka sambandh hai bahot jiya ab piya bina jina nahi usko meri sanso ki saugandh hai dil jisko dhundha kiya rab ne use mila diya – 2 rab ka hu shukra gujar yahi hai yahi hai yahi hai yahi hai mera pyar