Kahin na kahin

Kahin na kahin

Paagalpan-hindi-1913

–male– hmm hmm hmm mm hmm mm mm

hmm kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani oh aayegi kabhi to saamne voh mera khwaab meri zindagaani

–female– kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana oh aayega kabhi to saamne voh khwaabon mein hai jiska aana jaana kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana

–male– uske labon pe bikhri hai laali khushboo hai uski sandali maheki bahaarein baheke nazaarein voh muskuraake jab chali haan aankhon mein kaajal zulfon mein baadal sab rang us mein hai chhupa

–female– ho kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana oh aayega kabhi to saamne voh khwaabon mein hai jiska aana jaana kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana

kya chaahti hoon kya sochti hoon usko nahin hai kuch khabar main rok loongi raahon mein usko bachke voh jaayega kidhar mm jaagi na soyi yaadon mein khoyi yeh kya mujhe ho gaya

–male– ho kahin na kahin hai voh deewani mujhse abhi hai anjaani

–female– oh oh kahin na kahin hai voh deewana mujhse abhi hai anjaana

–male– oh aayegi kabhi to saamne voh mera khwaab meri zindagaani