Just Married-hindi-1913
Lyricists:
Gulzar
ho kisne yeh bandhee doree
dekha naa socha naa manga jholee me aan padee dekha naa socha naa manga dolee me aan chadee naa toh dundha hai naa toh paya hai naa toh khoya tha naa bulaya hai phir kisne bandhee yeh doree haye kaise kaisee ram milaye jodee ho kaise kaisee ram milaye jodee arre dekha naa socha naa manga jholee me aan padee arre dekha naa socha naa manga dolee me aan chadee ho o o o o o o o o……
aree tambe jaise hogee koi lali ya gehun jaise goree aur kagaj jaise kori lala bat kare toh phul jhenge lala ke phul nahee toh motee aur motee ek katori rojana ghodi pe chahe naa aaye khwabon kaa resham udaye aisa kahee se bulaye mujhe toh me aankho me rakhu use hay kisne yeh nindiya todee ho kaise kaisee ram milaye jodee dekha naa socha naa manga jholee me aan padee dekha naa socha naa manga dolee me aan chadee
ho o o o……… hathon kee rekhaye chalte chalte yeh kaise mud jate hai pairo se jud jatee hai aaaha sapno me dharon me mere apno me aur chain ke neende avey aankho se ud jatee hai manga nahee hur hotee halka sa toh nur hotee chahe chirago kee o roshani ho ya ho woh sitara koi ho kisne yeh bandhee doree ho kaise kaisee ram milaye jodee arre dekha naa socha naa manga jholee me aan padee arre dekha naa socha naa manga dolee me aan chadee naa toh dundha hai naa toh paya hai naa toh khoya tha naa bhoolaya hai phir kisne bandhee yeh doree haye kaise kaisee ram milaye jodee ho kaise kaisee ram milaye jodee