Kalank-hindi-2019
hawaaon mein bahenge
ghataon mein rahenge
tu barkha meri
main tera baadal piya
jo tere na huve toh
kisi ke na rahenge
deewani tu meri
main tera paagal piya
hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
mili hai ik ranjha aur heer jaisi
na jaane ye zamaana
kyun chaahe re mitaana
kalank nahi ishq hai kaajal piya
kalank nahi ishq hai kaajal piya
piya
piya
piya re...
piya re
piya re...
piya re
piya re
piya re
piya re...
duniya ki nazron mein ye rog hai
ho jinko woh jaane ye jog hai
ik tarfa shayad ho dil ka bharam
do tarfa hai toh ye sanjog hai
layi re humein zindgani ki kahaani
kaise mod pe
huve re khud se paraaye
hum kisi se naina jod ke
hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
mili hai ik ranjha aur heer jaisi
na jaane ye zamaana
kyun chaahe re mitaana
kalank nahi ishq hai kaajal piya
kalank nahi ishq hai kaajal piya
main tera
main tera
main tera
main tera
main tera
main tera
main tera
main tera
main gehra tamas tu sunhera savera
main tera o
main tera
musaafir main bhatka tu mera basera
main tera o.. main tera
tu jugnu chamakta
main jungle ghanera
main tera aa...
o piya main tera
main tera
main tera
ho... main tera
ho... main tera
main tera
main tera
o...