Kamata hu bahut kuch par

Kamata hu bahut kuch par

Adhikar 1954-hindi-1913

kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai – 2

kuch income tax le jata hai kuch biwi udati hai – 2

kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai achha kaho tum kuch bhi lekin ye samjhdaro ka kahna hai kaho tum kuch bhi lekin ye samjhdaro ka kahna hai kya

luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai – 2

aa teri in sadiyo ne jamparo ne mar dala hai – 2

teri diwali ki khatir mera nikala diwala hai mai kadka hu mai kadka hu mai kadka jeb se tu shent kapdo me lagati hai mai kadka jeb se tu shent kapdo me lagati hai kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai

base bhi shehar me chalti hai kyu texi me jate ho

sinema dekhte ho hotlo ke bil chukate ho kamayi aadhi bahar aur aadhi ghar me aati hai – 2

luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai – 2

ubal jata ho chahe dudh chahe roti jalti ho pehan kar reshmi sadi tu hai nipat nari pehan kar reshmi sadi tum aise aise chalti ho tum aise aise chalti ho tum aise aise

mai bate jab sunata hu mujhe aankhe dikhati he – 2 kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai

uda dete hai paisa bad me phir hath malte hai dabake muh me sigret aap aise aise chalte hai

musibat sar pe jab aati hai biwi kam aati hai – 2 luta dete hai ghar ko mard aurat ghar banati hai kamata hu bahut kuch par kamayi dub jati hai