Vallah Kya Baat Hai-hindi-1913
kanto ke saye me phulo ka ghar hai phulo ke ghar pe jo teri najar hai kante hata ke phul chun le o raja sun sun le – 2
dali dali jhume jaise titli khel tu bhi jag ki hawao se ho kanto ko bhi hasna sikhaye ja ho bholi bhali apni adao se jiski yari baharo ki raho se use bhala kisi ka kya dar hai kanto ke saye me phulo ka ghar hai phulo ke ghar pe jo teri najar hai kante hata ke phul chun le o raja sun sun le – 2
pyare yaha aasha ke chirago ki dukh ki pawan humjholi hai duniya me neki se burai ki sada yahi aankh micholi hai aankh jisne bhalai pe kholi hai use bhala kisi ka kya dar hai o raja sun sun le – 2
gori gori hasi teri jo kabhi dab jaye gum kale kale se ban jahi mat ka sitara tu apne hi man ke ujale se dhunde rashta jo man ke ujale se use bhala kisi ka kya dar hai kanto ke saye me phulo ka ghar hai phulo ke ghar pe jo teri najar hai kante hata ke phul chun le o raja sun sun le – 2