Duplicate-hindi-1913
katai aankho wali ek ladki ek hi baat par bigadti hai
kathai aankho wali ek ladki ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pehle roz keh kar mujhse ladti hai – 2 katai aankho wali ek ladki
gusse ki woh tez hai lekin dil ki behad achhi hai woh kaliyo se bhi nazuk hai aur shehad se meethi hai chehre par hai narm ujale baalo me kali raate – 2 hans de woh to moti barse phulo jaisi hai baate
katai aankho wali ek ladki ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pehle roz keh kar mujhse ladti hai katai aankho wali ek ladki
mujhko tumse pyaar nahi hai rooth ke mujhse kehti hai lekin har kagaz par mera naam woh likhti rehti hai mai bhi uska diwana hu kaise usko samjhau – 2 mujhse milna chod de woh to mai ek din mar jau
kathai aankho wali ek ladki ek hi baat par bigadti hai tum mujhe kyu nahi mile pehle roz keh kar mujhse ladti hai kathai aankho wali ek ladki