Jeet 1972-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
dholak bajaao aao sakhi aao -2 gaao bajaao taaliya ke dulhan banati hai haay -2 naseebon waaliyaan ke dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan – 4
yeh din sabko mubaarak ho ri mubaarak ho ri yeh chanda woh chakori o bandh gaye prem ki rashami dori mein aaj se jhuk gayi laaj se akhiyaan sunake prem ki batiya juldi chhodake ?? likh na jaaye ke ?? ho o o o mann mein phute phuljhadiyaan honto pe gaaliyaan dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan – 2
aa aa aa… yeh rang roop tera haay haayjiya dhadkaaye mera ji ghabraaye lag jaaye na najar kahin bairan duniya ki meri jaan ko mukh pe daal do aanchal jaise chaand pe ?? daalon aankh mein kaajal baandhon paanv men paayal ho o khanake kangan damake mundari damake baaliya dulhan banati hai haay -2 naseebon waaliyaan dholak bajaao aao sakhi aao gaao bajaao taaliya ke dulhan banati hai haay naseebon waaliyaan – 2