Singers:

 Shaan

khali sa hoon main har jagah tere bin aab tere bin

rootha hua mujhse mera rab tere bin aab tere bin

kiska kasoor hai jo toota hai har rishta yun aab to bata de tune aisa kiya hai kyun?

i can’t be without you i can’t live without you baby i miss you i love you i love you

saanson ki hai ilteza jo hua tu bhool ja maana ki mujrim hoon tera kar maaf meri khata

saanson ki hai ilteja jo hua tu bhool ja maana ki mujrim hoon tera kar maaf meri khata

tera hi sikwa hai jo aasko me bahta hai yun aab to bata de tune aisa kiya hai kyun