Lyricists:

 Gulzar

halki halki aahe bharna takiye me sar de ke dhime dhime sargoshi me baate karna pagalpan hai aise tumpe marna ubla ubla kyu lagta hai ye badan ye jalan tto khamakha nahi khamakha nahi

ye khalish jo hai wo khamakha nahi ha tapish to hai par khamakha nahi – 2 jo nahi kiya karke dekhna saans rok ke marke dekhna ye bewajah besabab khamkha nahi ye khamakha nahi – 3

sari sari raat ka jagna khidki pe sar rakh ke rote rehna ummido ka jalna bujhna pagalpan hai aise tumpe marna khali khali do aankho me ye namak ye chamak to khamakha nahi khamakha nahi

fikr rehti hai jo khamakha nahi – 2 ashak aankho me bhar ke dekhna aaina kabhi darr ke dekhna ye bewajah besabab khamakha nahi diwangi sahi ye khamakha nahi ha junun to hai par khamakha nahi

sada bhawani tahi jai ho pyara gauri putra ganesh panch dev raksha kare ho pyara brahma vishnu mahesh

kasam yo desh mera se harya bharya haryana sidhe sade log ade ke dudh dahi ka khana bolo ram ram ram ram ram bolo ram ram ram bhai ram ram ram