Barkhaa-hindi-2015
Lyricists:
Sameer Anjaan
Singers:
Krishna Beura
ye kaise kashmakash hai ye kaise rehguzar hai ye kaise kashmakash hai ye kaise rehguzar hai
main uljha hoon pareshaan hoon main uljha hoon pareshaan hoon huyi kya mujhse aisi khata khuda bhi na dikhe dua bhi na lage jahan tak jaaye nazrein dhuaan hi dhuaan dikhe khuda bhi na dikhe dua bhi na lage jahan tak jaaye nazrein dhuaan hi dhuaan dikhe
ret ka mahal woh tha lehron mein shayad jo beh gaya ret ka mahal woh tha lehron mein shayad jo beh gaya khwaahishon ka aashiyaan chand saansein lekar ke deh gaya
rabba khud ke hi saaye lage aaj paraye2x
main uljha hoon pareshaan hoon main uljha hoon pareshaan hoon huyi kya mujhse aisi khata khuda bhi na dikhe dua bhi na lage jahan tak jaaye nazrein dhuaan hi dhuaan dikhe
zindagi ne ishq mein mujhe aise manzar dikhaaye hain zindagi ne ishq mein mujhe aise manzar dikhaaye hain palkon pe meri sada ashqo ke badal hi chhaaye hai
rabba chain na aaye din rein sataye rabba chain na aaye din rein sataye main uljha hoon pareshaan hoon main uljha hoon pareshaan hoon huyi kya mujhse aisi khata khuda bhi na dikhe dua bhi na lage jahan tak jaaye nazrein dhuaan hi dhuaan dikhe
dard ka hai silsila seene mein ghum beshumaar hai 2x
chaahatein ek mili haan mile zakhm mujhko hazaar hai
rabba pal hi mein jaise sau khwaab hai toote2x
main uljha hoon pareshaan hoon main uljha hoon pareshaan hoon huyi kya mujhse aisi khata khuda bhi na dekhe dua bhi na lage jahan tak jaaye nazrein dhuaan hi dhuaan dikhe