Ghayal Once Again-hindi-2016
Lyricists:
Amitabh Bhattacharya
Singers:
Arijit Singh
bas ek chingaari se aag lagti hai woh chingaari toh soyi hai tere hi seene mein zamana jaisa hai ussey waisa hi rehne de bataao na maza hi kya hai aise jeene mein
bas ek chingaari se aag lagti hai woh chingaari toh soyi hai tere hi seene me
karta hai kyun shikayate pehle sudhar aadatein ik ik boond se hi bantha hai samander khud pehla kadam utha khud apni kasam toh khaa tujhko pataa nahi khuda hai tere andar
nakamiyo ke bahane hazaaro hai kiska kusoor kahein par zimmedaari hamari bhi banthi hai itna zaroor kahein jo ho raha hai wo ankho ke aage hai nazre kyun pher le hum
apne iraado se manzar badalne ka sar pe suroor rahein mere yaara mera yaara sunle dil ki pukaar zara
sachaiyaan saari nazdeek hai tere jo dhoondhe to milegi wo tujhe aaine mein
zamana jaisa hai usse waisa hi rehne de batao na maza hi kya aise jeene mein
karta hai kyun shikayate pehle sudhar aadatein ik ik boond se hi bantha hai samandar khud pehla kadam utha khud apni kasam toh khaa tujhko pataa nahi khuda hai tere andar
tujhko pata nahi khuda hai tere andar tujhko pata nahi khuda hai tere andar