Haider-hindi-2014
main aasmaan tu meri zameen boond-boond barsun main paani paani khelun-khelun aur beh jaaun geele geele hothon ko main baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun tu zameen hai tu meri zameen
khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen
mmmm…
lab tere yun khule jaise harf thhe honth par yun ghule jaise barf thhe aana zara-zara main haule-haule saans-saans senk doon tujhe
lab tere yun khule jaise harf thhe honth par yun ghule jaise barf thhe tu hi tu hai main kahin nahi
hmm khul kabhi to khul kabhi kahin hmm main aasmaan tu meri zameen
jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha jal ke main sochta tha gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha tu meri kasam tu mera yaqeen
khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen boond boond barsun main paani paani kehlun khelun aur beh jaaun mmm geele geele honthon ko main baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun