tasveer na dekhi wo jiski

nazaar hai palak bhar ye

chardiwari hai khwaboo ki

ek saans le or mahak bhar le

asmani khidkiyaa badlo ki shidia

kisi manzil se pariya chidak rahi hai kya? khushbuyein khushbuyein khushbuyein khushbuyein

shukun hai junnun hai kamaal baimisaal hai ye khushbuyein khushbuyein

ye aankh micholi sapno ki sari chupte hai dudliya ab meri baari ye mahal rangoo ka phoolo ki kyaari thak thak na thakti hai aankhen hamari

chookar yu masti me bhaage wo aage me hath na dhokhe hi piche pad gaya re sapno ke bakse hai rakhoo alag se me kholunga kabhi akela jo pad gaya re

asmani khidkiyaa badlo ki shidia mujhe raah dikhati pariya pukarti hai aa khushbuyein khushbuyein

khushbuyein khushbuyein