Khwaishein Aneek Dhar-hindi-1913
Lyricists:
Shabbir Ahmed
khwaaishein khwaaishein chhuye mere dil ki aasmaan re khwaaishein khwaaishein le aayi yeh pyaar ka sama re raahon me mil gaya aise woh humsafar lage jaise ha shaayad yeh pyaar hai lagata hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise ha shaayad yeh pyaar hai khwaaishein khwaaishein chhuye mere dil ki aasmaan re khwaaishein khwaaishein le aayi yeh pyaar ka sama re raahon me mil gaya aise woh humsafar lage jaise ha shaayad yeh pyaar hai lagata hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise ha shaayad yeh pyaar hai
soye soye khwaabon ki yaadon mein khoye the ehsaas ke lamhe ha dil ne piroye the – 2 kya ajanabi paheli hai haan meri saanson mein jo ghuli hai ha shaayad yeh pyaar hai lagata hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise ha shaayad yeh pyaar hai
jaane kyun inn dino main gumsum rahun aksar main pehale berang tha abb rang hai dehake – 2 beshak tu hai meri manjil dariya hoo main tu hai saahil ha shaayad yeh pyaar hai lagata hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise ha shaayad yeh pyaar hai khwaaishein khwaaishein chhuye mere dil ke aasmaan re khwaaishein khwaaishein le aayi yeh pyaar ka sama re raahon me mil gaya aise woh humsafar lage jaise ha shaayad yeh pyaar hai lagata hai jaane kyun aise khud se juda hoon main jaise ha shaayad yeh pyaar hai