Tarkieb-hindi-1913
jaisa jiske yaar ka chehra waisa hi sansaar ka chehra kisi ko apna bana le haan kisi ko apna bana le ya kisi ka ho jaa ho khud ko paana hai to phir raah-e-wafa mein kho ja kisi ka ban ja ban ja kisi ka ho ja ho ja apna bana le kisi ko kisi ko apna bana le ya kisi ka ho ja kisi ka ban ja …
geet ke vaaste raagani chaahiye raah tareeq hai roshani chaahiye hosh ke vaaste mayakashi chaahiye hai talab apni apni sabhi ko yahaan dard-e-dil ke liye aashiqui chaahiye ishq hi murat murat ishq hi surat surat ishq hi kudarat kudarat ishq hi kismat kismat dil hai to dil ke vaaste dildaar chaahiye mushkil hai pyaar paana magar pyaar chahiye akla ke dhokhe mein mat aana akla ko hosh nahi kya woh maykash hai ho maykhaane mein madhosh nahi ho dhoondh le koi aankh nasheeli haan dhoondh le koi aankh nasheeli mast nashe mein ho ja kisi ka ban ja …
phool bina gulzaar adhoora jaam bina maykhwaar adhoora taaz bina darbaar adhoora yaar bina sansaar adhoora aadhi dharti aadha ambar ye bhi adhoora woh bhi adhoora donon ke mil jaane se hi hota hai sansaar ye poora har safar ke liye hamsafar chaahiye har musaafir ko ik rehaguzar chaahiye zindagi ke liye zindagi ki kasam pyaar jismein ho aaisi nazar chaahiye ho jeevan dhoop kadi hai kadi hai zulfon ki chhaanv mein so jaa kisi ka ban ja …