Alibaba Aur Chalis Chor 1954-hindi-1913
Lyricists:
Raja Mehdi Ali Khan
aa kismat fati huyi thi tanke laga rahe hai allha tere bande dolat kama rahe hai
fati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja – 2 jiya ja jiye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja
apne pichhe padi thi jalim oo ho apne pichhe padi thi jalim kismat panje jhad ke allha ne jab dolat bheji bheji chhapar fadke aur ye kaha aur ye kaha kismat pe bakiya siye ja siye ja siye ja oo ho bande siye ja siye ja siye ja jiya ja jiye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja
matlab ki to jute chate – 2 bap ho ya bhai ho usi ke tanke pake jisne dolat khub kamayi hai duniya ki duniya ki god god se jo bhi nikale liye ja liye ja liye ja oo bande siye ja siye ja siye ja jiya ja jiye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja
akal ki suyi lekar beta ho beta akal ki suyi lekar beta samjh ke dore dale ja dekh kahi dhaga na tute sambhal ke phul nikale arey ja tu to na tu to na aise kape siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja jiya ja jiye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja fati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho brother siye ja siye ja