Pukar-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh haath ham naa chhodenge – 2 phir se banatee takdiro ko armaano kee janjiro ko jaanam abb naa todenge
kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh haath ham naa chhodenge phir se banatee takdiro ko armaano kee janjiro ko jaanam abb naa todenge kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh hath ham naa chhodenge kya kahu kaise lagate hai dil pe julfo ke saaye koyee bhula rahee jaise manjil pa jaaye ya koyee dil tufaan kaa mara dard kee laharo me aawaara
koyee pyara pyaar ke saaye pa jaaye
kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh haath ham naa chhodenge tukde dil ke ham tum milke phir se jodenge yeh shisha phir se jodenge
phir se banatee takdiro ko armasno kee janjiro ko jaanam abb naa todenge yu sharmaatee yu ghabraatee aise simatee simtaayee o mere balam yu hee nahee mai jaate jaate laut aayee hu prit meree pehchaanee tune meree kadr toh jaanee tune abb dil jaaga hosh me chaahat abb aayee kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh hath ham naa chhodenge
tukde dil ke ham tum milke phir se jodenge yeh shisha phir se jodenge phir se banatee takdiro ko armaano kee janjiro ko jaanam abb naa todenge kismat se tum hamko mile ho kaise chhodenge yeh haath ham naa chhodenge