Lakshya-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
kitanee baate yad aati hai tasvire see ban jati hain mai kaise inhe bhulu dil ko kya samjhau
kitanee baate kehne kee hai honton par jo sehmi see hai ik roj inhe sun lo kyun aise gum sum ho kyun puree ho naa payi dastan kaise aai hai aisee dureeya
dono ke dilon me chhupa hai jo ik anjana sa gham kya ho payega woh kam koi kya kahe
dono ne kabhee jindagee ke ik mod pe bhee jo payi hai kaisee woh tanhayi koi kya kahe kitna viran hai yeh sama
saanson me jaise ghulta hai dhuwa kaisee aai hai aisee dureeya kitanee baate yad aati hai tasvire see ban jati hain mai kaise inhe bhulu
tumase aaj yu milke dil ko yad aaye lamhe kal ke yeh aansu kyun hai chhalke abb kya kahe
tumane hamako dekha jo aise toh ik umid hai jagee phir tumase pyar pane kee abb kya kahe aa gaye ham kahan se kahan
dekhe mudke yeh dil kaa karvan kaisee aai hai aisee dureeya
kitanee baate kehne kee hai honton par jo sehmi see hai ik roj inhe sunlo kyun aise gum sum ho
kitanee baate yad aati hai tasvire see ban jati hain mai kaise inhe bhulu dil ko kya samjhau