Apna Ghar-hindi-1913
Lyricists:
Prem Dhawan
koi na ho is jag me data aankho se majbhur dunia me rah kar bhi hum hai is dunia se dur aankhe badi hai le mat baba – 2 jinse jag ujiyara andho par kya gujare ye kya jane aankho vala aankhe badi hai le mat baba baba – 4 aankhe badi hai le mat baba
oro ki to raat andheri apna din bhi andhera – 2 hum hai jaha par us dunia par kabhi na hua sawera suraj chand sitare sab ko – 2 dekha humne kala aankhe badi hai le mat baba baba – 4 aankhe badi hai le mat baba
kadam kadam par thokar khaye rah chali na jaye – 2 fir te hai apne kandhe par apni lash uthaye jiwan bhi ek bojh bana hai – 2 kab tak jaye sambhala aankhe badi hai le mat baba baba – 4 aankhe badi hai le mat baba
kab tak yu hi sahte jaye dunia ke tano ko nur chhina behra bhi kar de kano ko dekh liya ji bhar ke humne tera khel nirala – 2 dekh liya ji bhar ke humne tera khel nirala aankhe badi hai le mat baba baba – 4 aankhe badi hai le mat baba – 2 jinse jag ujiyara andho par kya gujare ye kya jane aankho vala aankhe badi hai le mat baba