Music Directors:

 Ravi Basrur

kokh ke rath mein mujhe rakh kar chalti thi kitna khush tha main maa jab main ghabraya tab tu apnaya teri chunri hi saya tha maa

mere rag-rag mein tera naam hai maa tu hi mere dil ki saans ho maa

tandani na ne tane tandanu tane nanu ne na

tandani na ne tane tandanu tane nanu ne na

sapnon ko khoye hain apno ko khoye hain inko insaaf milta nahi khoon bhi beh gaya chain bhi udd gaya dar mitane wale koyi nahi

tujhi ko inke khuda banke rehna hai tujhko karta hoon main yakeen

tandani na ne tane tandanu tane nanu ne na

tandani na ne tane tandanu tane nanu ne na