Lyricists:

 Gulzar

Music Directors:

 Vishal Bhardwaj

khamosh rehane mein dum ghutta hain aur bolane se jubaan chilati hain darr lagta hain nange paanv mujhe koi kabr paanv tale hilati hain pareshan hoon zindagi se

kya patta kab kahan se maregi zindagi – 2 bass ki main zindagi se darta hoon – 2 mout ka kya hain ek baar maregi

dhul udane lagati hain jab sham ki sab kaanch bhar jaare hain gard se main darta hoon main darta hoon dil jab dhadkane se thakane lage nind aane lagati hain tab dard se anjaan hoon zindagi se kya patta kab kahan se maregi zindagi bass ki main zindagi se darta hoon – 2 mout ka kya hain ek baar maregi