bachpan mein bachcha hamari ungli pakad ke chale hai taaki bheed mein kho na jaaye aur jis din woh hamari ungli chhod deve to aisa laage jaise hum hi kho gaye hon

oh ri oh chiraiya tu kal subah udd jaana re aaj ki raat reh ja na mere paas ho aaj ki raat ruk ja na mere paas

galiyan aur chaubare saare dekhenge teri baat re na aayi jo to karenge hum fariyad

teri laadki main laadki main teri laadki main laadki main teri laadki main chhodugi na tera hath

dori kheenchi dori palne ki toone mori mere sapnon ko jhulaya saari raat bhale bagiya teri chhodi bhale nindiyan teri chori bas itti baat to rakhiyo meri yaad

teri laadki main laadki main teri laadki main laadki main teri laadki main chhodugi na tera hath