Lehre aayi lehro me beh gayi

Lehre aayi lehro me beh gayi

Aisha-hindi-1913

Lyricists:

 Javed Akhtar

Music Directors:

 Amit Trivedi

khoyi khoyi si hu main kyu ye dil ka haal hai dhundli sari khwab hai ulja har khayaal hai saari kaliya murja gayi rang unke yaado me reh gaye sare gharonde ret ke lehrein aayi lehro me beh gaye

raah me kal kitne charaag the samne kal phulo ki baag thi kis se kahun kaun hai jo sune kaante hi kyu maine hai chune sapne mere kyu hai kho gaye jaage hai kyu dil me gum mere saare kaliya murja gayi rang unke yaado me reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehro me beh gaye

na na na

kya kahu kyu yeh dil udaas hai ab koi door hai na paas hai chule jo dil woh baate ab kaha woh din kaha raate ab kaha jo beeta kal hai ab khawab sa ab dil mera hai betaab sa saari kaliya murja gayi rang unke yaado me reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehro mein beh gaye beh gaye