mai ri mai mai ri mai main badal ki bitiya mai ri mai main sawan ki nadiya

do pal ka joban do pal ki kholi boondon saji hai chunar meri choli

ufan kar chali main sagar se milne lekar ke thodi si tirchi dagariya

mai ri mai ho mai ri nai main badal ki bitiya mai ri mai main sawan ki nadiya