Saraswati Chandra-hindi-1913
Lyricists:
Indeevar
Singers:
Lata Mangeshkar
ho mai to bhul chali babul ka des piya ka ghar pyara lage – 2 koi maike ko de do sandes jake maike ko de do sandes piya ka ghar pyara lage ho mai to bhul chali babul ka des piya ka ghar pyara lage
nanadi me dekhi hai bahna ki surat – 2 sasu ji meri hai mamata ki murat – 2 o pita jaisa ho pita jaisa sasur ji ka bhes piya ka ghar pyara lage ho mai to bhul chali babul ka des piya ka ghar pyara lage koi maike ko de do sandes piya ka ghar pyara lage
chanda bhi pyara hai suraj bhi pyara – 2 par sabse pyara hai sajna hamara – 2 o aankhe samjhe ho aankhe samjhe jiya ka sandes piya ka ghar pyara lage ho mai to bhul chali babul ka des piya ka ghar pyara lage koi maike ko de do sandes piya ka ghar pyara lage
baitha rahe saiya naino ko jode – 2 ik pal akela vo mujhko na chhode – 2 o nahi koi ho nahi koi jiya ko klesh piya ka ghar pyara lage ho mai to bhul chali babul kaades piya ka ghar pyara lage