Mai toh aaratee utaru re santoshee mata kee

Mai toh aaratee utaru re santoshee mata kee

Jai Santoshi Maa-hindi-1913

Music Directors:

 Anu Malik

mai toh aaratee utaru re santoshee mata kee – 2 jay jay santoshee mata jay jay ma – 2

badee mamata hai bada pyar ma kee aankhon me -2 badee karuna maya dular ma kee aankhon me -2 kyon na dekhu mai barambar ma kee aankhon me dikhe har ghadee -2 naya chamatkar ma kee aankhon me -2 ho nritya karu jhum jhum jham jhamajham jhum jhum -2 jhankee niharu re o bankee bankee jhankee niharu re mai toh aaratee………

sada hotee hai jay jayakar ma ke mandir me -2 nit jhanjhar kee hoye jhankar ma ke mandir me -2 sada manjeer karte pukar ma ke mandir me vardan ke -2 bhare hain bhandar ma ke mandir me -2 dip dharu dhup dharu prem sahit bhaktee karu jivan sudharu re o pyara pyara jivan sudharu re mai toh aaratee………