Main janta hoon

Main janta hoon

The Body-hindi-2019

teri har aada se waakif hoon main mujhse chhupa na koyi raaz hai mujhko sunayi deti hai woh ghumsum jo aawaz hai

main janta hoon teri na mein ek chhupi huyi si haan hai main janta hoon teri na mein ek chhupi huyi si haan hai

yeh bewajah milke muskurana bin kuchh kahe sab bhool jaana karna ishaara baatein banana sabra ko mere yoon aazmana

berang khaawbon ko rangat degi aahat tere izhaar ki mehsoos hogi kabhi na kabhi to tujhko tadap mere pyar ki

main janta hoon teri na mein ek chhupi huyi si haan hai