Aas Paas-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
koyi aan bechata hai koyi shan bechata hai – 2 kya kya jahan mein tauba insan bechata hai main phul bechati hu – 2 main hu phulwali – 2 ho janabe aali main phul bechati hu main phul bechati hu main hu phulwali
bhagwan ki ho puja o…… bhagwan ki ho puja ya pyar ke ishare hote hai iss jahan me phul se kam sare dukhe ne bandha phulo ka sehra dulhan phulo ki mala main phul bechati hu main hu phulwali main phul bechati hu
kis kam ki ye bindiya o…… kis kam ki ye bindiya kis kam ka ye kajra sau singhar pe hain bhari ?? jo yeh lagaye sajan ko ye bhaye gori ho ya kali main phul bechati hu main hu phulwali main phul bechati hu
ek roj ek ladka o……… ek roj ek ladka phul le gaya tha jate huye wo apna dil de gaya tha socha na samjha kha baithi dhokha main thi bholi bhali main phul bechati hu koyi aan bechata hai koyi shan bechata hai kya kya jahan me tauba insan bechata hai main phul bechati hu – 3