Mastana-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Lata Mangeshkar
maine mann ko dekha hai dekha hai mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine phul toh dekhe hain dekhe hain phul toh dekhe hain phulon kaa har nahee dekha
maine mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine mann ko dekha hai……
vaise toh ghar mai mann kee tasvir hai – 2 lekin meree kab aisee takdir hai kabhee jo ghabraun gale se lag jaon agar naa nind aaye lo lori woh gaye meree mann jiska pyasa hai pyasa hai jiska pyasa hai woh lad dular nahee dekha
maine mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine mann ko dekha hai
vaise toh meree mann kaa dil koi sakt nahee – 2 par uske pas jara bhee wakt nahee hai uska nam bada hai usako kam bada woh devi mamta kee hai leader junta kee mann ke photo ke bina bina jee photo ke bina koi akhbar nahee dekha
maine mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine mann ko dekha hai
pyaree pyaree hai woh bholee aisee hai – 2 pan aaya se poochha kee baby kaisee hai meree mann sachi hai badee hee achhi hai yeh uska dosh nahee use kuchh host nahee mai ne duneeya dekhee hai dekhee hai duneeya dekhee hai ghar sansar nahee dekha
maine mann ko dekha hai mann kaa pyar nahee dekha maine phul toh dekhe hain dekhe hain phul toh dekhe hain phulon kaa har nahee dekha
maine mann ko dekha hai