Majbooriyaan-hindi-2018
Singers:
Antara Mitra
uss mod pe tum jo mujhe yun chod gaye galti thi kya
choda tha kyun hathon se yun woh hath mera ye toh bata
kyun samjha nahi kyun jaana nahi kyun pucha nahi thi kya
meri majbooriyan meri majbooriyan meri majbooriyan meri majbooriyan
thi mushkilein agar darmiyan mujhse toh hota kaha
kyun pyar ko de di saza thi chahe jo bhi wajah
haan meri wafa toh hoti khafa par karte bayan ek dafa
teri majbooriyaan teri majbooriyaan teri majbooriyaan teri majbooriyaan haan