Radha Aur Seeta-hindi-1913
part – 1 man meet aur preet milte hai mukdar se kayi dube kayi laut aaye gaye jo moti lane samunder se man meet or preet milte hai mukdar se
dil kisi gulshan me khila khushbu to rahi hi harjayi jiske hisse me hi likhi khushbu to usine payi abhi aane ko hi thi bahare ke bhar gaya jiwan ye patjhad se man meet or preet milte hai mukdar se
part – 2
man meet aur preet milte hai mukaddar se – 2 kayi dube kayi laut aaye gaye jo moti lane samundar se meri jan ladna padta hai mukaddar se o meri jan ladna padta hai mukaddar se
sajdo me ho dum tu suna hai murade mil jati hai pathar se man meet aur preet milte hai mukaddar se
jodiya aati jo najar pahle se chuni jati hai – 2 shadiya hoti jo yaha jannat me likhi jati hai jinhe milna ho bin bole chale wo jate ho barabar se meri jan ladna padta hai mukaddar se
duriya kitni hi sahi sathi hi kahe jate hai aasman or dharti sada jodi me gine jate hai lagte hai juda par dono hai bandhe hai kahi andar andar se man meet aur preet milte hai mukaddar se
kosise karne par mile yaha kismat meharba hoye agar na ho pane ka yaki to koi umar kyu khoye manjil se hame to matlab hai garaz nahi raho ke chakkar se meri jan ladna padta hai mukaddar se sajdo me ho dum tu suna hai murade mil jati hai pathar se man meet aur preet milte hai mukaddar se kayi dube kayi laut aaye gaye jo moti lane samundar se man meet aur preet milte hai mukaddar se