Manto-hindi-2018
raftaar
sawal yeh hai ke jo cheej jaisi hai usse waise hi pesh kyon na kiya jaaye main to apni kahaniyon ko ek aaina samajhta hoon jismein samaaj apne aap ko dekh sake dekh sake
aaina na dekhna chaahe samaj mera poochhe mera kal na dekhte yeh aaj mera khodte kharodte yeh meri ghaltiyan main bhi chal diya meri soch pe hai raaj mera kaan band aankhein band inke munh pe taale inpe zor na ke satya pe prakash daalein bolein sach jo uske chehre pe tezab daalein ghoomein phir khule mein aur jale to woh naqaab daalein
o o off hai dimaag sabka off hai zamana kya kahega iska hi toh sabko khauf hai dabke jeete hain dabane ke yeh aadi hain s nishedh hai to itni kyon aabadi hai
log yeh hain aatma se khokhle khud karein to theek baaki galat dogle gaali dein to hindi mein toh bolein aisa kyon kiya fk kyon hai cool jaane galat kyon hai chiya
kya iss tara ke alfaaz humein sadkon pe sunayi nahi padte manto ek insaan hai man manto ek insaan hai manto ek insaan hai manto ek insaan hai mujh par ilzaam hai mujh par mujh par mujh par ilzaam hai mujh par ilzaam hai manto ek insaan hai
jaat mein yeh baant’te hain baant ke yeh kaat’te hain katne wale khaat pe hain inki mauj raat mein hai laal batti wali gaadi glass inke hath mein hai rajneeti mein hai chor police inke sath mein
meri baat tumko sach nahi lagti sachi baat tumko yaara pach nahi sakti mujhse na-samajh hain dugne meri age ke ek paer kabra mein yeh bhookhe hain dahej ke betiyon ko maarte betiyan na paalte betiyon pe doosron ki nazrein gandi daalte ladkiyan patake unko bandi bolte hain aur aur jo raazi na ho unko saale rani bolte hain
baabaron se maa pe thos hath jo uthayega be-zuban bolne se pehle seekh jayega mard tab banega jab tu aurtein dabayega soch yeh rahi toh jaldi desh doob jayega
main society ki choli kya utarunga jo pehle se hi nangi hai usse kapde pehnana mera kaam nahi hai main kaali takhti par safed chalk istemaal karta hoon taaki kaali takhti aur numaya ho jaaye manto ek insaan
main ghanton padha hai tumko manto tumhare jaisa banu kare mera man toh inn bandon ko sach nahi dikhta 70 saal azaadi ke sach aaj bhi nahi bikta
agar aap meri kahani ko bardaasht nahi kar sakte toh iska matlab yeh hai ki yeh zamana hi na-kabil-e bardaasht hai