baba lauta de mohey gudiya mori angana ka jhoolna bhi imli ki daar waali muniya mori chandi ka painjna bhi

ik haath mein chingariyan ik haath mein saaz hai hansne ki hai aadat humein har gham pe bhi naaz hai

aah apne tamaashe pe mehfil ko karke rahenge fida jab talak na karein jism se jaan hogi nahi ye juda

manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda anjaam hoga humara jo hai manzoor-e-khuda manzoor-e-khudamanzoor-e-khuda manzoor-e-khudamanzoor-e-khuda toote sitaaron se roshan huaa hai noor-e-khuda

ho chaar din ki ghulami jism ki hai salaami rooh toh muddaton se aazaad hai hohum nahin hain yahan ke rehne wale jahaan ke woh sheher aasman mein aabaad hai

ho khilte hi ujadna hai milte hi bichhadna hai apni toh kahaani hai yeh

kaagaz ke shikaare mein dariya se guzarna hai aisi zindagaani hai yeh

zindagani ka humpe jo hai karz kar ke rahenge adaa jab talak na karein jism se jaan hogi nahi ye juda

manzoor-e-khuda manzoor-e-khuda anjaam hoga humara jo hai manzoor-e-khuda manzoor-e-khudamanzoor-e-khuda manzoor-e-khudamanzoor-e-khuda toote sitaaron se roshan huaa hai noor-e-khuda

baba lauta de mohey gudiya mori angana ka jhoolna bhi lmli ki daar waali muniya mori chandi ka painjna bhi