Tamasha-hindi-2015
Lyricists:
Irshad Kamil
Singers:
Mohit Chauhan
na na na na…
matargashti khuli sadak mein tagdi tadak bhadak mein oley gire sulagte se sulagte se sadak mein chhatri na thi bagal mein aaya hi naa akal mein ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
toh socha phir geela hua hai wo sukhana ho ho brroom chaahe zanana ya mardana ho ho
attention phenka nayaa paasa phir de gayi jhansa aivein mujhe phansa teri aisi ki ho taisi zindagi
phenka nayaa paasa phir de gayi jhansa aivein mujhe phansa chirkut zindagi you know
na na na tang tang tang taun tang tang tang tadaun ma ma tang tang thcu thcu
tu hi hai wo jis se khela tha main kho-kho khela kho kho tu hai laila shirin sohni juliet sun lo mujhko dhoondo na jungle mele mein whatsapp pe hoon ha ha d…
na tera na mera zamaana ho ho na ye zanaana na mardana ho pakad daana
phenka nayaa paasa phir de gayi jhansa aivein mujhe phansa chirkut zindagi you aauw
tu hi hai wo jisne khenchi meri dhoti dhoti khenchi ab tu dhoonde kahaan bande na main kaaba kaashi main twitter pe hoon dp meri dekho hoo ooh hoo ?
sun re sun beliya dil ne dhokha diya aankhein mili tumse naazani mere hosh-o-hawaas kho gaye dil ne ro roka yeh aankhein hain dil ki zubaan khwaab roz roz dekhe naye ho dil ka bhanwar bole sun sathiya chhup na dupatte mein tu oh chhaliya prem pujari ke dil ka bayaan hota raha rota raha priye toh phir
tang tang tang
matargashti khuli sadak mein tagdi tadak bhadak mein oley gire sulagte se sulagte se sadak mein chhatri na thi bagal mein aaya hi naa akal mein ke bhaage hum ya bheege hum akad mein
toh socha phir geela hua hai jo sukhana ho ho brroom chaahe zanaana ya mardana ho ho
attention phenka naya paasa phir de gayi jhansa aivein mujhe phansa teri aisi ki ho taisi zindagi
phenka naya paasa phir de gayi jhansa aivein mujhe phansa chirkut zindagi you know