chehre padhna jaane naina chehre padhna jaane naina jin cheho ke deewane naina jo pairo ki janjeere hai un rashmo se begaane naina

sadke jaawan sadke jaawan naadani ka karke daawan nikle kitne nikle kitne shayane shayane naina

tauba kasham se tauba kasham se matvaare-matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke naare naina

ishq samandar ki lahro ke machwaare-machwaare tauba kasham se tauba kasham matvaare-matvaare naina

kahe ki jab raazi-raazi hai rabb to kaazi-kaazi ki dakiya nusi hidayat kyun maane waane ji

inhone jeeti-jeeti hai dil ki baaji-baaji inhe kya roke jubano ke taane-waane ji

jinko aapna naina maane naina unse nibhaaye yaarane naina sabke dar pe mattha teke majhab saare jo maane naina

oo sadke jaawan sadke jaawan naadani ka karke daawan nikle kitne nikle kitne shayane shayane naina

tauba kasham se tauba kasham se matvaare-matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke naare naina

ishq samandar ki lahro ke machwaare-machwaare tauba kasham se tauba kasham matvaare-matvaare naina matvaare naina matvaare naina