Andolan-hindi-1913
Lyricists:
Verma Malik
Singers:
Manna Dey
mazlum kisi ke kaum ke jab khwab jagate hai to desh me hazaro to desh me hazaro inklab jagte hai – 2 inklab zindabad inklab zindabad – 2
yahi hosla yahi irada – 2 yahi faisala karna hai desh ke khatir jina hai aur desh ki katir marna hai – 2
yahi hosla yahi irada – 2 yahi faisala karna hai desh ke khatir jina hai aur desh ki katir marna hai
watan pe jan luta kar apni khud par ye ehsan kare – 2 sau bar mile ye jiwan to sau bar ise kurban kare – 3
jab bhagat singh se bhagat bane – 2 to phir kis baat se darna hai hume desh ke khatir jina aur desh ki katir marna hai
sir rakh ke aaj hatheli pe hum nikal pade hai manzil ko – 2 jo ji me aaye ab karle hai aaj chunauti katil ko – 3
azadi ki man me hume – 2 rang lahu ka bharna hai hume desh ke khatir jina aur desh ki katir marna hai
suno tilak ke chahane walo gandhi ji ke diwano – 2 neharu ji ke diwano suno tilak ke chahane walo gandhi ji ke diwano subhas chandar ke sewak ho tum bharat maa ke mastano – 3
gulami ke andhero se – 2 suraj ki tarah ubharna hai hume desh ke khatir jina aur desh ki katir marna hai
yahi hosla yahi irada yahi faisala karna hai hume desh ke khatir jina aur desh ki katir marna hai – 3