Me tere dar pe aaya leke band baja

Me tere dar pe aaya leke band baja

Hello Darling-hindi-1913

ring tara ring tara hu

dekhne me hai achcha khasa – 2 kewal bole prem ki bhasha – 2 – 2 aake tu iss ke dil me samja oye oye me tere dar pe aaya leke band baja me tere dar pe aaya leke band baja ring tara ring tara hu ring tara ring tara – 2

sanam iss dhadkan me bhi pehle sa woh josh nahi hai me tere ishq me yu besar hu apna hosh nahi hai ye sara dosh hai tera iss me mera dosh nahi hai – 2

pyar hai kitna inn aankho me – 2 ek akela hai lakho me – 2 aashiq bana hai abhi taza taza oye oye me tere dar pe aaya leke band baja me tere dar pe aaya leke band baja

ring tara ring tara hu ring tara ring tara

na duja kam koi bas tujhpe marna kam bachcha hai tujhe sab saup diya bas paas mere mera naam bachcha hai jo karna tha tu kar baithi ab katle aam bachcha hai – 2

arrey ye to lagta hai diwana – 2 ab to isko aur satana – 2 yehi hai tere khwabo ka raja me tere dar pe aaya leke band baja – 2 ye tere dar pe aaya leke band baja – 2