Meharbaan meharbaan meharbaan

Meharbaan meharbaan meharbaan

Tehzeeb-hindi-1913

meharbaan meharbaan meharbaan eh meharbaan meharbaan meharbaan meheraban kyun ho naaraj tum kyun ho tum badgumaan meharbaan hey meharbaan meharbaan meharbaan – 2 meharbaan meharbaan – 6

abb toh ham hain mile chhodo shikwe gile jo meree bhul thee maine woh maan lee pyaar dil me raha par naa tum se kaha – 2 maine honton pe rakh lee thee khamoshiya meharbaan eh meharbaan meharbaan eh

maine samjha tha tum jaan loge mujhe maine samjha tha pehchaan loge mujhe mere gusse me bhee rang tha pyaar ka lafj inkaar kaa lehja ikraar ka yeh jo andaaj the -2 tumse kab raaj the ankahee ansunee phir yeh kyun daastaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan meharbaan – 6

aao tumse aao tumse kahu dil kee har bat tumse kar du bayaan apane jajbaat mai tumse kar du bayaan apane jajbaat mai tum agar pas ho toh nahee koyee gham mai rahu naa rahu tum toh ho kam se kam wakt kee rah par mera agla kadam mujhako paoge tum jaaoge tum jahan meharbaan meharbaan -2 meharbaan meharbaan meharbaan – 3 meharbaan meharbaan meharbaan – 3 meharbaan ban ban meharbaan meharbaan meharbaan – 3 ma ma ma ma ma meharbaan meharbaan meharbaan – 3 eh