Mehbooba paayi hai maine kaisi

Mehbooba paayi hai maine kaisi

Mohabbat 1985-hindi-1913

Lyricists:

 Indeevar

Music Directors:

 Bappi Lahiri

o le le le le la la o lu lu lu lu lu lu lu kuchhu kuchhu kuchhu o puchhu puchhu puchhu

haay mehbooba paayi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi – 2 jhula jhulaate pyaar sikhlaate chali jaayegi yeh jawaani – 2

pyaar se chhedu usako kabhi jo jor se woh toh chikhe akal ki kachchi bilkul bachchi gudiya jaisi dikhe naino ki bhaasha pyaar ki boli samajhe na aisi bholi – 2 o le le le le la la o lu lu lu lu lu lu lu o kuchhu kuchhu kuchhu o puchhu puchhu puchhu haay mehbooba paayi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi dudh pilaate mitbal chusaate bit jaayegi jindagaani

na jaane isako aayega kab tak dil se dil ka lagaana naye jamaane mein aaya kahaan se haay yeh model puraana padhake koyi aisi ke paale armaan kaise nikaale – 2 o le le le le la la o lu lu lu lu lu lu lu o kuchhu kuchhu kuchhu o puchhu puchhu puchhu haay mehbooba paayi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi khel khilaate god uthaaate bitegi rutu mastaani mehbooba paayi hai maine kaisi takdir de na kisi ko aisi jhula jhulaate pyaar sikhlaate chali jaayegi yeh jawaani – 2