Chandni-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
mehbuba – 2 shehro me se shehar suna bhai shehar suna tha dillee dillee shehar me chandanee nam kee ladkee mujhse milee uskee jhil see aankho me hai dil mera duba banee woh meree yahee woh meree too hai woh meree mehbuba -3 mehbuba – 2
maine tujhko dekha toh pehlee najar me jan liya hai mera mehbub too hee maine tujhe pehchan liya – 2 khwabo aur khayalo kee galiyo me jisko dhundha bana too mera ha banee too meree banee mai teree mehbuba – 3 shehro me se shehar suna bhai shehar suna tha dillee dillee shehar me chandanee nam kee ladkee mujhse milee uskee jhil see aankho me hai dil mera duba banee woh meree yahee woh meree too hai woh meree mehbuba -3 mehbuba
mujhko yeh parwah nahee abb kya sabkee marjee hai sabkee marjee ko chhodo yeh toh rab kee marjee hai – 2 ham dono key bich me abb naa aaye koyee duja banee too meree banee mai teree too hee toh meree mehbuba mai hu woh teree mehbuba too hee toh meree mehbuba shehro me se shehar suna bhai shehar suna tha dillee dillee shehar me chandanee nam kee ladkee mujhse milee uskee jhil see aankho me hai dil mera duba banee woh meree yahee woh meree too hai woh meree mehbuba mai hu woh teree mehbuba too hai woh meree mehbuba