Ishq Par Zor Nahin-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
mehbuba teree tasvir kis tarah mai banau – 2 teree julfo kee dastan kis tarah mai sunau mehbuba teree tasvir………
tere liye kahu koyee bat tere lie sochu koyee nam mai toh bas divana ho gaya nahee mere bas kaa yeh kam tere jaisa koyee kahin dekha na suna hai mehbuba teree tasvir………
dhare maujen rut aur jam nagame paimane but aur phul sab teree rahon kee kak sab tere kadamo kee dhul tere jaisa koyee kahin dekha na suna hai mehbuba teree tasvir………
najaro ne dekha hai tujhe aata nahee phir bhee yakin kyonki meree duneeya ke log hote nahee itane hasin tere jaisa koyee kahin dekha na suna hai mehbuba teree tasvir………