Music Directors:

 Karan Kanchan

Singers:

 Divine

main aur mera bhai

sirf main aur mera bhai

in mushkilon ke beech mein

sirf main aur mera bhai

main aur mera bhai

sirf main aur mera bhai

in buzdillon ke beech mein

sirf main aur mera bhai

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai

main aur mera bhai bole toh hardships

hustle ki baat cheet ho ya bus-on ki backseat

badsoorat mark sheet

humein pasand thi maar peet

one two ka four bole vata ke car keys

birthday ke din se we been chasing these gandhi

kaale they baadal abhi dhoop mein hain palm trees

rap ke chakkar mein hai

dono karte they party

na koi bande se kam they na koi bande se kam hai

saath piye chillum tab toh dosti mein dum hai

bhai mera fassa toh automatic hum hai

sticky hua scene tab automatic gum hai

ride karte saath

cake kisi ka katte hum slice karte half

time bahut hai hard ab hum swipe karte card

main aur mera bhai maa kasam hard

baapu diye maar

maa ne diya laad

hoshiyaar hone ke chakkar me mat khona hosh yaar

naffrat kitna bhi ho jayega mitta deta hai usko tera pyaar

main mera bhai

bande hum hain char

ruche itihaas haq se khud pe naaz

main aur mera bhai

bande hum hain chaar

rache ithehaas haq se khud pe naaz

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai

main aur mera bhai rap sangeet ki deewane

koi nahi aaya sikhane khud seekhe

khud likhe bhootni ke

build kiya yahan humne yeh empire

tu game mein nahi hai sirf ungli utatha tu thakela umpire (chal)

hum same bhi nahi hai

bombay rap ko dale map pe asli hum messiah (chal)

sheeshe ke saamne hum haath ghumate

gaano ko ratta fir kar kar ke gaate

joote bhi same hum ek jaisa laate

gang bhi same hum dono banate

dushman bhi same hum dono banate

bhookey pet bhi sone nahi jaate

seekhte hum na kabhi kisi se haare

aunty nahi kehti yeh ladke bekaar hai

kyun khud main vishwaas

khud se hi pyaar

yeh saanpo ke jungle mein khud mere saath

khud mera khaas

yeh saanpo ke jungle mein khud mere saath

khud mera khaas

khud mera bhai

insaan dhokebaaz

main khud mera bhai

insaan dhokebaaz

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai (mera bhai)

main aur mera bhai

main aur mera bhai