Mera intezaar karna

Mera intezaar karna

Khuda Haafiz-hindi-2020

Lyricists:

 Mithoon

Music Directors:

 Mithoon

phir chandni raatein woh aayengi phir se milenge hum sanam phir roshni khidki se aayegi phir humpe hoga kuch karam

phir waadon se hoke inn khaabon ko bo ke yeh rista nibhayenge hum

phir barshega saawan mehkega woh aagan ke aayega mohabbat ka mausam subah ko jaga ke tu khud ko saja ke mera hi deedar karna

mera intezaar karna mera intezaar karna zara aitbaar karna mera intezar karna

phir zindagi khul ke lehrayegi sang chalenge har kadam phir ashiqui aalam mehkayegi honge juda na hai kasam

ho apna basera jo mera woh tera baatenge ho khushiyan ya gam ek beti khuda de bas teri tarha de hum usko sehlayenge hardum

subah ko jaga ke tu khud ko saja ke mera hi deedar karna

mera intezaar karna mera intezaar karna zara aitbaar karna mera intezaar karna

mera intezar karna mera intezar karna zara aitbaar karna mera intezaar karna