Johar In Kashmir-hindi-1913
meraa nam hai umar janee khayun rotee inglistanee dekhu roj filme hindi mai bhee kaisa chhappadakanee
nikal pade hain ladane ko ham apna sina tane pas hamare kya hai yaro yeh toh duneeya jane dhokha de gaye chauen layee mere maula kee duhayee maine yaro unako samajha mai bhee kaisa chhappadakanee meraa nam hai………
golee videshee kam na aayee havayee jahaj nikale havayee paitan nagar bana bharat me pad gayee ulti ladayee lene gaye the ham kashmir vapas a gaye jaise tir maine tauba kar lee bhayee mai toh thahara chhappadakanee meraa nam hai………