Mere ankhon se nikle ansoo

Mere ankhon se nikle ansoo

Ishq Forever 2016-hindi-2016

mere aankhon se ankhon se nikle ansoo mera dil mera dil hua bekaabu

meri aankhon se ankhon se nikle aansoo mera dil mera dil hua bekaabu

tune jabse nigah pheri main mar gaya main mar gaya main mar gaya main mar gaya

maine tujhpe hi tujhpe yaqeen kiya mera dil mera dil tod diya arre tu to jafa ki hadd se guzar gaya guzar gaya guzar gaya guzar gaya

jo bhi huaa jaise huaa abhi na tumse chupaunga kabhi kahin milo jo tum tumhe haqeeqat bataunga

jo chot dil pe hai lagi usey na main seh paaungi yeh haadsa ye bebasi kisi se na keh paungi

meri duniya mein thi bas tu hi tu meri aankhon se aankhon se nikle aansoo tune jabse nigaah pheri main mar gaya main mar gaya main mar gaya main mar gaya

jo har ghadi yaadon mein tha wo lamha maine bhula diya wo aks jo aankhon mein tha maine usey bhi mita diya

saanson mein hai teri wafaa aankhon mein teri hai nami tere sivaa yeh zindagi jaise koi banjar zameen

tune mujhko yun tanha chod diya mera dil mera dil tune tod diya are tu to jafa ki hadd se guzar gaya guzar gaya guzar gaya guzar gaya

meri ankhon se ankhon se nikle aansu mera dil mera dil hua bekabu tune jabse nigaah pheri main mar gaya main mar gaya main mar gaya main mar gaya