Mere haath mein tera haath ho

Mere haath mein tera haath ho

Fanaa-hindi-1913

mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho – 2 tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye jitne paas hain khushbu saans ke jitne paas hothon ke sargam jaise saath hain karvat yaad ke jaise saath baahon ke sangam jitne paas paas khwaabon ke nazar utni paas tu rehna hamsafar tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

rone de aaj hamko do aankhen sujaane de baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega jitne paas paas dhadkan ke hain raaz jitne paas bundon ke baadal jaise ?sahaq? sa chanda ke hain raat jitne paas nainon ke kaajal jitne paas paas saagar ke lehar utne paas tu rehna hamsafar tu jo paas ho phir kya yeh jahaan tere pyar mein ho jaaun fanaa mere haath mein tera haath ho saari jannatein mere saath ho

adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham